Baarish Lete Aana
Darshan Raval

Постер Darshan Raval - Baarish Lete Aana
  • Просмотров: 34 раз
  • Исполнитель: Darshan Raval
  • Добавлен: 24 январь 2021
  • Слушать

Baarish Lete Aana аккорды

			Baarish Lete Aana - Darshan Raval Mp3 Song Download

 C                      Am
Aati Ho toh baarish lete aana
 F                           G
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
 C                             Am
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
 F                           G
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai

 C
Kuch khwaab likhe hai khaton mein
 Am
Tumko sonp doon
 F
Iss dard ki zameen pe main
 G
Khudko ronp doon

 C                 Em
Waqt ki thi humse kuch naraazgi
 Am                   Em
Keh na sake hum woh baatein aaj bhi
 F                 C
Jinko liye hum tum Ho gaye judaaâ

 C                       Am
Phir bhi woh lamhein tum lete aana
 F                      G
Aadhe adhure se jo chhute thhe
  C                     Am
Taare bhi woh saare lete aana
 F                        G
Jo humne dekha tha ki toote thhe

 C
Kuch chal raha hai saath saath
 Am
Aur hai kuch thama
 F
Gham beh raha hai aas paas
 G
Aur hai kuch jama

 C                      Am
Aati Ho toh baarish lete aana
 F                           G
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
 C                             Am
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
 F                           G
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai
		
Darshan Raval - Baarish Lete Aana клип
Другие треки
Постер Darshan Raval - Chogada
Chogada
Darshan Raval
Постер Darshan Raval - Mehrama
Mehrama
Darshan Raval
Постер Darshan Raval - Tera Zikr
Tera Zikr
Darshan Raval
Оставить комментарий (0)
Добавить
Кликните на изображение чтобы обновить код, если он неразборчив